Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dukh ki gutthi kholenge

Kishwar Naheed

dukh ki gutthi kholenge

Kishwar Naheed

MORE BYKishwar Naheed

    dukh gutthī kholeñge

    apne aap ko samjheñge

    terī aañkh jhapakne meñ

    lākhoñ tūfāñ uTTheñge

    jaane kis din tujh ko ham

    paas biThā kar dekheñge

    sun ke qadmoñ aahaT

    maañg meñ afshāñ bhar leñge

    dekheñge be-mehri-e-dahar

    chup chādar oḌheñge

    terī ḳhātir mausam-e-gul meñ

    kāñTe dil meñ chubho leñge

    merī chamaktī aañkh meñ log

    terī sūrat dekheñge

    dukh ki gutthi kholenge

    apne aap ko samjhenge

    teri aankh jhapakne mein

    lakhon tufan uTThenge

    jaane kis din tujh ko hum

    pas biTha kar dekhenge

    sun ke qadmon ki aahaT

    mang mein afshan bhar lenge

    dekhenge be-mehri-e-dahar

    chup ki chadar oDhenge

    teri KHatir mausam-e-gul mein

    kanTe dil mein chubho lenge

    meri chamakti aankh mein log

    teri surat dekhenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now