Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek rahne se yahan wo mawara kaise hua

Sagheer Malal

ek rahne se yahan wo mawara kaise hua

Sagheer Malal

MORE BYSagheer Malal

    ek rahne se yahāñ vo māvarā kaise huā

    sab se pahlā aadmī ḳhud se judā kaise huā

    tere baare meñ agar ḳhāmosh huuñ maiñ aaj tak

    phir tire haq meñ kisī faisla kaise huā

    ibtidā meñ kaise sahrā sadā samjhī ga.ī

    āḳhirash saarā zamāna ham-navā kaise huā

    chand the log jin ke sāmne baat thī

    maiñ ne un logoñ se ḳhud kar sunā kaise huā

    jab ki sābit ho chukā nuqsān hone 'malāl'

    fā.eda kyā sochne se kyuuñ huā kaise huā

    ek rahne se yahan wo mawara kaise hua

    sab se pahla aadmi KHud se juda kaise hua

    tere bare mein agar KHamosh hun main aaj tak

    phir tere haq mein kisi ka faisla kaise hua

    ibtida mein kaise sahra ki sada samjhi gai

    aaKHirash sara zamana ham-nawa kaise hua

    chand hi the log jin ke samne ki baat thi

    main ne un logon se KHud ja kar suna kaise hua

    jab ki sabit ho chuka nuqsan hone ka 'malal'

    faeda kya sochne se kyun hua kaise hua

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now