Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fitrat ne na baKHsha mujhe andesha-e-chaalak

Allama Iqbal

fitrat ne na baKHsha mujhe andesha-e-chaalak

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    Baal-e-Gibril

    fitrat ne na baḳhshā mujhe andesha-e-chālāk

    rakhtī hai magar tāqat-e-parvāz mirī ḳhaak

    vo ḳhaak ki hai jis junūñ saiqal-e-idrāk

    vo ḳhaak ki jibrīl hai jis se qabā chaak

    vo ḳhaak ki parvā-e-nasheman nahīñ rakhtī

    chuntī nahīñ pahnā-e-chaman se ḳhas o ḳhāshāk

    is ḳhaak ko allāh ne baḳhshe haiñ vo aañsū

    kartī hai chamak jin sitāroñ ko araq-nāk

    fitrat ne na baKHsha mujhe andesha-e-chaalak

    rakhti hai magar taqat-e-parwaz meri KHak

    wo KHak ki hai jis ka junun saiqal-e-idrak

    wo KHak ki jibril ki hai jis se qaba chaak

    wo KHak ki parwa-e-nasheman nahin rakhti

    chunti nahin pahna-e-chaman se KHas o KHashak

    is KHak ko allah ne baKHshe hain wo aansu

    karti hai chamak jin ki sitaron ko araq-nak

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Tarannum Naz

    Tarannum Naz

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now