ganw ki miTTi hawa pani ke sath
gaañv kī miTTī havā paanī ke saath
kaT rahī haiñ chhuTTiyāñ naanī ke saath
ibtidā kī jab tumhāre naam se
ban ga.e sab kaam āsānī ke saath
aur kāmoñ meñ samajhdārī sahī
'ishq maiñ kartā huuñ nādānī ke saath
aur phir āḳhir meñ bachchoñ yuuñ huā
mar gayā raaja bhī us raanī ke saath
ganw ki miTTi hawa pani ke sath
kaT rahi hain chhuTTiyan nani ke sath
ibtida ki jab tumhaare nam se
ban gae sab kaam aasani ke sath
aur kaamon mein samajhdari sahi
'ishq main karta hun nadani ke sath
aur phir aaKHir mein bachchon yun hua
mar gaya raja bhi us rani ke sath
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.