Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gardish mein paDe rahte guzare nahin hote

Jaani Lakhnavi

gardish mein paDe rahte guzare nahin hote

Jaani Lakhnavi

MORE BYJaani Lakhnavi

    gardish meñ paḌe rahte guzāre nahīñ hote

    gar 'ishq ke ehsān utāre nahīñ hote

    andhe bhī banā lete haiñ tasvīr sanam

    bīnā.ī pe mauqūf nazāre nahīñ hote

    mahrūmī ik rang ye bhī hotā hai 'jānī'

    mansūb jo tum se haiñ tumhāre nahīñ hote

    gardish mein paDe rahte guzare nahin hote

    gar 'ishq ke ehsan utare nahin hote

    andhe bhi bana lete hain taswir sanam ki

    binai pe mauquf nazare nahin hote

    mahrumi ka ek rang ye bhi hota hai 'jaani'

    mansub jo tum se hain tumhaare nahin hote

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now