ghubar-e-masiyat ki is tarah ki shust-o-shu barson
ġhubār-e-ma.asiyat kī is tarah kī shust-o-shū barsoñ
mai-e-sāqī se ai zāhid kiyā maiñ ne vuzū barsoñ
zabān-e-be-zabānī ham se baḌh kar kaun samjhegā
tirī tasvīr se furqat meñ kī hai guftugū barsoñ
na pyaas apnī bujhegī bāda-e-kausar se jannat meñ
rahegī ruuh merī kushta-e-jām-o-subū barsoñ
ghubar-e-masiyat ki is tarah ki shust-o-shu barson
mai-e-saqi se ai zahid kiya main ne wuzu barson
zaban-e-be-zabani hum se baDh kar kaun samjhega
teri taswir se furqat mein ki hai guftugu barson
na pyas apni bujhegi baada-e-kausar se jannat mein
rahegi ruh meri kushta-e-jam-o-subu barson
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.