Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gulab chandni-raaton pe war aae hum

Azhar Iqbal

gulab chandni-raaton pe war aae hum

Azhar Iqbal

gulāb chāñdnī-rātoñ pe vaar aa.e ham

tumhāre hoñToñ sadqa utaar aa.e ham

vo ek jhiil thī shaffāf niil paanī

aur us meñ Duub ko ḳhud ko nikhār aa.e ham

tire lams se un ḳhirāj mumkin hai

tire baġhair jo umreñ guzār aa.e ham

phir us galī se guzarnā paḌā tirī ḳhātir

phir us galī se bahut be-qarār aa.e ham

ye kyā sitam hai ki is nashsha-e-mohabbat meñ

tire sivā bhī kisī ko pukār aa.e ham

gulab chandni-raaton pe war aae hum

tumhaare honTon ka sadqa utar aae hum

wo ek jhil thi shaffaf nil pani ki

aur us mein Dub ko KHud ko nikhaar aae hum

tere hi lams se un ka KHiraj mumkin hai

tere baghair jo umren guzar aae hum

phir us gali se guzarna paDa teri KHatir

phir us gali se bahut be-qarar aae hum

ye kya sitam hai ki is nashsha-e-mohabbat mein

tere siwa bhi kisi ko pukar aae hum

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Azhar Iqbal

Azhar Iqbal

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now