gulshan ko teri sohbat az-bas-ki KHush aai hai
gulshan ko tirī sohbat az-bas-ki ḳhush aa.ī hai
har ġhunche kā gul honā āġhosh-kushā.ī hai
vaañ kañgar-e-istiġhnā har-dam hai bulandī par
yaañ naale ko aur ulTā dāvā-e-rasā.ī hai
az-bas-ki sikhātā hai ġham zabt ke andāze
jo daaġh nazar aayā ik chasm-numā.ī hai
gulshan ko teri sohbat az-bas-ki KHush aai hai
har ghunche ka gul hona aaghosh-kushai hai
wan kangar-e-istighna har-dam hai bulandi par
yan nale ko aur ulTa dawa-e-rasai hai
az-bas-ki sikhata hai gham zabt ke andaze
jo dagh nazar aaya ek chasm-numai hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.