Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

guzra hai nagawar unhen be-kasi ka shor

Sajjad Shamsi

guzra hai nagawar unhen be-kasi ka shor

Sajjad Shamsi

guzrā hai nāgavār unheñ be-kasī shor

kānoñ meñ jin ke guuñj rahā hai ḳhushī shor

suntā nahīñ lahad meñ mujhe ḳhāmushī shor

tahtush-shu.ūr meñ hai abhī zindagī shor

mar mar ke maiñ ne apne farīze kiye adā

hai mere dam se aaj tirī bartarī shor

zanjīr-e-pā se laaj ġhulāmī rah ga.ī

har gaam par uThā hai mirī bandagī shor

haiñ qahqahe kisī ke kisī haiñ siskiyāñ

shāmil rahā ḳhushī meñ kisī bebasī shor

maanā har anjuman tarāna hai dil-navāz

'shamsī' hameñ aziiz hai apnī galī shor

guzra hai nagawar unhen be-kasi ka shor

kanon mein jin ke gunj raha hai KHushi ka shor

sunta nahin lahad mein mujhe KHamushi ka shor

tahtush-shuur mein hai abhi zindagi ka shor

mar mar ke main ne apne farize kiye ada

hai mere dam se aaj teri bartari ka shor

zanjir-e-pa se laj ghulami ki rah gai

har gam par uTha hai meri bandagi ka shor

hain qahqahe kisi ke kisi ki hain siskiyan

shamil raha KHushi mein kisi bebasi ka shor

mana har anjuman ka tarana hai dil-nawaz

'shamsi' hamein aziz hai apni gali ka shor

Source :
  • Book : Shora-e-London (Pg. 130)
  • Author : Jauhar Zahiri
  • Publication : Books From India (U.K) Ltd. 45, Museum Street, Londan W.C-1 (1985)
  • Edition : 1985
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now