Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hasil-e-ishq tera husn-e-pasheman hi sahi

Nasir Kazmi

hasil-e-ishq tera husn-e-pasheman hi sahi

Nasir Kazmi

MORE BYNasir Kazmi

    hāsil-e-ishq tirā husn-e-pashemāñ sahī

    merī hasrat tirī sūrat se numāyāñ sahī

    husn bhī husn hai mohtāj-e-nazar hai jab tak

    sho.ala-e-ishq charāġh-e-tah-e-dāmāñ sahī

    kyā ḳhabar ḳhaak se koī kiran phuuT paḌe

    zauq-e-āvārgī-e-dasht-o-bayābāñ sahī

    parda-e-gul se shāyad koī āvāz aa.e

    fursat-e-sair-o-tamāshā-e-baharāñ sahī

    hasil-e-ishq tera husn-e-pasheman hi sahi

    meri hasrat teri surat se numayan hi sahi

    husn bhi husn hai mohtaj-e-nazar hai jab tak

    shoala-e-ishq charagh-e-tah-e-daman hi sahi

    kya KHabar KHak hi se koi kiran phuT paDe

    zauq-e-awargi-e-dasht-o-bayaban hi sahi

    parda-e-gul hi se shayad koi aawaz aae

    fursat-e-sair-o-tamasha-e-baharan hi sahi

    RECITATIONS

    Unknown

    Unknown,

    Unknown

    hasil-e-ishq tera husn-e-pasheman hi sahi Unknown

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now