hasil us mah-laqa ki did nahin
hÄsil us mah-laqÄ kÄ« diid nahīƱ
iid hai aur ham ko iid nahīƱ
chheįø dekho ki įø³hat to likkhÄ hai
mere ḳhat kī magar rasīd nahīñ
jÄnte hoƱ umÄ«d-vÄr mujhe
un se ye bhī mujhe umiid nahīƱ
yuuƱ taraste haiƱ mai ko goyÄ ham
pÄ«r-e-mai-įø³hÄna ke murÄ«d nahīƱ
ḳhuun ho jaa.eñ ḳhaak meñ mil jaa.eñ
hazrat-e-dil se kuchh ba.iid nahīƱ
aao mere mazÄr par bhÄ« kabhÄ«
kushta-e-nÄz kyÄ shahÄ«d nahīƱ
ham to mÄyÅ«s haiƱ magar 'beįø³hud'
dil-e-nÄ-fahm nÄ-umÄ«d nahīƱ
hasil us mah-laqa ki did nahin
id hai aur hum ko id nahin
chheD dekho ki KHat to likkha hai
mere KHat ki magar rasid nahin
jaante hon umid-war mujhe
un se ye bhi mujhe umid nahin
yun taraste hain mai ko goya hum
pir-e-mai-KHana ke murid nahin
KHun ho jaen KHak mein mil jaen
hazrat-e-dil se kuchh baid nahin
aao mere mazar par bhi kabhi
kushta-e-naz kya shahid nahin
hum to mayus hain magar 'beKHud'
dil-e-na-fahm na-umid nahin
- Book : Intekhab-e-Sukhan(Jild-2) (Pg. 186)
- Author : Hasrat Mohani
- Publication : uttar pradesh urdu academy (1983)
- Edition : 1983
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.