hai mere dil mein nala-ha-e-mir
hai mire dil meñ nāla-hā-e-'mīr'
aur na 'ġhālib' kī hasrat-e-tāmīr
jaane zindāñ meñ ghūmtā huuñ kyoñ
āsmāñ kī liye hue tasvīr
rāste meñ hī jī ajiib huā
aur phir maiñ ne khīñch lī zanjīr
saarā din lab pe ik miThās rahī
raat chakkhe the ḳhvāb meñ injīr
hai mere dil mein nala-ha-e-'mir'
aur na 'ghaalib' ki hasrat-e-tamir
jaane zindan mein ghumta hun kyon
aasman ki liye hue taswir
raste mein hi ji ajib hua
aur phir main ne khinch li zanjir
sara din lab pe ek miThas rahi
raat chakkhe the KHwab mein injir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.