hai yaad mujhe nukta-e-salman-e-KHush-ahang
Interesting Fact
(Salman; Masood Saad Salman, a famous Iranian poet from the Ghaznavi era who was probably born in Lahore) (Bal-e-Jibril)
hai yaad mujhe nukta-e-salmān-e-ḳhush-āhañg
duniyā nahīñ mardān-e-jafā-kash ke liye tañg
chīte kā jigar chāhiye shāhīñ kā tajassus
jī sakte haiñ be-raushani-e-dānish-o-farhañg
kar bulbul o tā.ūs kī taqlīd se tauba
bulbul faqat āvāz hai tā.ūs faqat rañg
hai yaad mujhe nukta-e-salman-e-KHush-ahang
duniya nahin mardan-e-jafa-kash ke liye tang
chite ka jigar chahiye shahin ka tajassus
ji sakte hain be-raushani-e-danish-o-farhang
kar bulbul o taus ki taqlid se tauba
bulbul faqat aawaz hai taus faqat rang
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.