Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

humse qaem junun-e-ulfat hai

Jalaluddin Akbar

humse qaem junun-e-ulfat hai

Jalaluddin Akbar

MORE BYJalaluddin Akbar

    ham se qaa.em junūn-e-ulfat hai

    yaanī sar-gashta-e-vafā haiñ ham

    ek aalam ke dil meñ baste haiñ

    yaanī ik dil-nashīñ adā haiñ ham

    ishq se hai faroġh-e-rañg-e-jahāñ

    ibtidā ham haiñ intihā haiñ ham

    hum se qaem junun-e-ulfat hai

    yani sar-gashta-e-wafa hain hum

    ek aalam ke dil mein baste hain

    yani ek dil-nashin ada hain hum

    ishq se hai farogh-e-rang-e-jahan

    ibtida hum hain intiha hain hum

    Source :
    • Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 943)
    • Author : Dr. Abdul Wahid
    • Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now