hum to samjhe the mohabbat ki laDai sahab
ham to samjhe the mohabbat kī laḌā.ī sāhab
aap talvār uThā laa.e haiñ bhaa.ī sāhab
dhuup tālāb kā huliya to badal saktī hai
itnī āsānī se chhuTtī nahīñ kaa.ī sāhab
ḳhaak ko ḳhaak pe dharne kā maza apnā hai
hijr meñ kaun bichhātā hai chatā.ī sāhab
phir bhī āvārgī zaa.e.a nahīñ jaane vaalī
koī bhī chiiz agar haath na aa.ī sāhab
hum to samjhe the mohabbat ki laDai sahab
aap talwar uTha lae hain bhai sahab
dhup talab ka huliya to badal sakti hai
itni aasani se chhuTti nahin kai sahab
KHak ko KHak pe dharne ka maza apna hai
hijr mein kaun bichhata hai chatai sahab
phir bhi aawargi zaea nahin jaane wali
koi bhi chiz agar hath na aai sahab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.