har dil mein ek Dar baiTha tha
har dil meñ ik Dar baiThā thā
kursī par ajgar baiThā thā
lafz zabāñ par aate kaise
āñkhoñ meñ manzar baiThā thā
paañv bahut lambe the us ke
oḌh ke din chādar baiThā thā
jamm-e-ġhafīr thā rāhguzar meñ
ḳhuun meñ koī tar baiThā thā
har dil mein ek Dar baiTha tha
kursi par ajgar baiTha tha
lafz zaban par aate kaise
aankhon mein manzar baiTha tha
panw bahut lambe the us ke
oDh ke din chadar baiTha tha
jamm-e-ghafir tha rahguzar mein
KHun mein koi tar baiTha tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.