Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

har ek moD par ek KHub-ru se pyar karo

Asif Jaanif

har ek moD par ek KHub-ru se pyar karo

Asif Jaanif

MORE BYAsif Jaanif

    har ek moḌ par ik ḳhūb-rū se pyaar karo

    hasīn laḌkiyoñ par apnī jaañ nisār karo

    koī bhī kaam ho māḳhaz agar tashaffī

    baġhair soch samajh ke vo baar baar karo

    tumheñ jamāl jitnā ġhurūr hāsil hai

    tumheñ hai izn javānoñ ko ḳhvār-o-zār karo

    kisī ek nahīñ suntā huuñ mire mahbūb

    tumhārī baat sunūñgā bhale hazār karo

    har ek moD par ek KHub-ru se pyar karo

    hasin laDkiyon par apni jaan nisar karo

    koi bhi kaam ho maKHaz agar tashaffi ka

    baghair soch samajh ke wo bar bar karo

    tumhein jamal ka jitna ghurur hasil hai

    tumhein hai izn jawanon ko KHwar-o-zar karo

    kisi ki ek nahin sunta hun mere mahbub

    tumhaari baat sununga bhale hazar karo

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now