hawaon mein bikhar jaun
havāoñ meñ bikhar jā.ūñ
tujhe chhū kar guzar jā.ūñ
taqāze muntazir hoñge
maiñ kaise apne ghar jā.ūñ
utārūñ qarz-e-ā.īna
tujhe dekhūñ sañvar jā.ūñ
safar hai terī marzī par
sadā de to Thahar jā.ūñ
vo agle moḌ pe ghar hai
vo moḌ aa.e to ghar jā.ūñ
hawaon mein bikhar jaun
tujhe chhu kar guzar jaun
taqaze muntazir honge
main kaise apne ghar jaun
utarun qarz-e-aina
tujhe dekhun sanwar jaun
safar hai teri marzi par
sada de to Thahar jaun
wo agle moD pe ghar hai
wo moD aae to ghar jaun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.