ek faqat uske ruTh jaane par
ik faqat us ke ruuTh jaane par
ek bhī shai nahīñ Thikāne par
mausam-e-gul hai āshiyāne par
ik faqat us ke muskurāne par
koī mujh se ḳhafā nahīñ hotā
tum mire dost ho purāne par
muddatoñ ba.ad koī aayā hai
raushnī hai ġharīb-ḳhāne par
zaḳhm bhī ab hasīn lagte haiñ
tere hāthoñ fareb khāne par
ek faqat us ke ruTh jaane par
ek bhi shai nahin Thikane par
mausam-e-gul hai aashiyane par
ek faqat us ke muskurane par
koi mujh se KHafa nahin hota
tum mere dost ho purane par
muddaton baad koi aaya hai
raushni hai gharib-KHane par
zaKHm bhi ab hasin lagte hain
tere hathon fareb khane par
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.