Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek ghana sa shajar mere bazu

Rashid Imkan

ek ghana sa shajar mere bazu

Rashid Imkan

MORE BYRashid Imkan

    ik ghanā shajar mire baazū

    har parinde ghar mire baazū

    terī āñkhoñ ne bārhā rakkhe

    apnī mīzān par mire baazū

    'mīr' asar mujh se lene aa.e the

    le ga.e kaaT kar mire baazū

    piiTh par vaar kar gayā sailāb

    rah ga.e be-ḳhabar mire baazū

    le liye paañv mere beTe ne

    ho ga.e mo'atabar mire baazū

    ek ghana sa shajar mere bazu

    har parinde ka ghar mere bazu

    teri aankhon ne barha rakkhe

    apni mizan par mere bazu

    'mir' asar mujh se lene aae the

    le gae kaT kar mere bazu

    piTh par war kar gaya sailab

    rah gae be-KHabar mere bazu

    le liye panw mere beTe ne

    ho gae mo'atabar mere bazu

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now