Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is daur-e-muflisi ka humne ilaj dekha

Amaan Pathan

is daur-e-muflisi ka humne ilaj dekha

Amaan Pathan

MORE BYAmaan Pathan

    is daur-e-muflisī ham ne 'ilāj dekhā

    saare suḳhanvaroñ ko ‘āshiq-mizāj dekhā

    mahtāb dekhtā thā maiñ ghar khiḌkiyoñ se

    mahtāb ne darīche se mujh ko aaj dekhā

    aaj āḳhirī daf'a thā paanī se peT bharnā

    bachchoñ ne aaj kar ghar meñ anaaj dekhā

    sach Dagar pe jab bhī rakkhe qadam kisī ne

    pahle to dekhī ġhurbat phir taḳht-o-tāj dekhā

    is daur-e-muflisi ka hum ne 'ilaj dekha

    sare suKHanwaron ko ‘ashiq-mizaj dekha

    mahtab dekhta tha main ghar ki khiDkiyon se

    mahtab ne dariche se mujh ko aaj dekha

    aaj aaKHiri daf'a tha pani se peT bharna

    bachchon ne aaj ja kar ghar mein anaj dekha

    sach ki Dagar pe jab bhi rakkhe qadam kisi ne

    pahle to dekhi ghurbat phir taKHt-o-taj dekha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now