is mein kya dalil hai
is meñ kyā dalīl hai
ek sañg-e-mīl hai
hañs ke toḌ de ise
dard kī fasīl hai
shohratoñ ke vāste
pyaas hī sabīl hai
dekhte haiñ har taraf
kyā koī adiil hai
jis kā naam hai 'umar'
vo bhī be-qabīl hai
is mein kya dalil hai
ek sang-e-mil hai
hans ke toD de ise
dard ki fasil hai
shohraton ke waste
pyas hi sabil hai
dekhte hain har taraf
kya koi adil hai
jis ka nam hai 'umar'
wo bhi be-qabil hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.