Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq ahd-e-bewafa mein be-nawa ho jaega

Gulam Nabi Aawan

ishq ahd-e-bewafa mein be-nawa ho jaega

Gulam Nabi Aawan

MORE BYGulam Nabi Aawan

    ishq ahd-e-bevafā meñ be-navā ho jā.egā

    aañkh istanbul siina qartaba ho jā.egā

    raat lambī hai to bāham guftugū karte raho

    baat chal niklī to bahutoñ bhalā ho jā.egā

    in bharī galiyoñ meñ phirtā rah isī meñ ḳhair hai

    apne andar chhupā to lāpatā ho jā.egā

    sar-burīda lafz mujh se raat ye kahne lage

    ab na bologe to kāġhaz karbalā ho jā.egā

    vo mirī āvāz qātil bhī hai maqtūl bhī

    us merā āj-kal meñ faisla ho jā.egā

    phir ḳhudā.ī kiyā da.avā kisī fir.aun ne

    phir sar-e-darbār koī mo.ajaza ho jā.egā

    ishq ahd-e-bewafa mein be-nawa ho jaega

    aankh istanbul sina qartaba ho jaega

    raat lambi hai to baham guftugu karte raho

    baat chal nikli to bahuton ka bhala ho jaega

    in bhari galiyon mein phirta rah isi mein KHair hai

    apne andar ja chhupa to lapata ho jaega

    sar-burida lafz mujh se raat ye kahne lage

    ab na bologe to kaghaz karbala ho jaega

    wo meri aawaz ka qatil bhi hai maqtul bhi

    us ka mera aaj-kal mein faisla ho jaega

    phir KHudai ka kiya dawa kisi firaun ne

    phir sar-e-darbar koi moajaza ho jaega

    Source :
    • Book : Pakistani Adab (Pg. 627)
    • Author : Dr. Rashid Amjad
    • Publication : Pakistan Academy of Letters, Islambad, Pakistan (2009)
    • Edition : 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now