Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq kar nahin rahe

Ahmad Azeem

ishq kar nahin rahe

Ahmad Azeem

MORE BYAhmad Azeem

    ishq kar nahīñ rahe

    phir bhī mar nahīñ rahe

    merī bastiyoñ ke ghar

    mere ghar nahīñ rahe

    terī bārishoñ se bhī

    maTke bhar nahīñ rahe

    ādatan ḳhamosh haiñ

    tujh se Dar nahīñ rahe

    chhuTTī vaale din bhī ham

    apne ghar nahīñ rahe

    ishq kar nahin rahe

    phir bhi mar nahin rahe

    meri bastiyon ke ghar

    mere ghar nahin rahe

    teri barishon se bhi

    maTke bhar nahin rahe

    aadatan KHamosh hain

    tujh se Dar nahin rahe

    chhuTTi wale din bhi hum

    apne ghar nahin rahe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now