Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mein pas-e-jaan nahin hai durust

Shaikh Zahuruddin Hatim

ishq mein pas-e-jaan nahin hai durust

Shaikh Zahuruddin Hatim

MORE BYShaikh Zahuruddin Hatim

    ishq meñ pās-e-jāñ nahīñ hai durust

    is suḳhan meñ gumāñ nahīñ hai durust

    kisū mashrab meñ aur maz.hab meñ

    zulm ai mehrbāñ nahīñ hai durust

    Dar na dushman kuuñ kaḌkaḌāne meñ

    baañg murġhī ke yaañ nahīñ hai durust

    ka.ī dīvān kah chukā 'hātim'

    ab talak par zabāñ nahīñ hai durust

    ishq mein pas-e-jaan nahin hai durust

    is suKHan mein guman nahin hai durust

    kisu mashrab mein aur mazhab mein

    zulm ai mehrban nahin hai durust

    Dar na dushman kun kaDkaDane mein

    bang murghi ke yan nahin hai durust

    kai diwan kah chuka 'hatim'

    ab talak par zaban nahin hai durust

    RECITATIONS

    Fasih Akmal

    Fasih Akmal,

    Fasih Akmal

    ishq mein pas-e-jaan nahin hai durust Fasih Akmal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now