Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mein uljhi paheli aur tum

Anshul Nabh

ishq mein uljhi paheli aur tum

Anshul Nabh

MORE BYAnshul Nabh

    ishq meñ uljhī pahelī aur tum

    maiñ tumhārī ik sahelī aur tum

    āj-kal do log mere paas haiñ

    zindagī merī akelī aur tum

    mujh ko detī haiñ sukūñ be-imtihāñ

    ik tirī nāzuk hathelī aur tum

    dard meñ mere sadā shāmil rahe

    āñsuoñ ek Dhelī aur tum

    ishq mein uljhi paheli aur tum

    main tumhaari ek saheli aur tum

    aaj-kal do log mere pas hain

    zindagi meri akeli aur tum

    mujh ko deti hain sukun be-imtihan

    ek teri nazuk hatheli aur tum

    dard mein mere sada shamil rahe

    aansuon ki ek Dheli aur tum

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now