Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mera kya haqiqi ishq ishq mera kya majazi

Irfan Ghazi

ishq mera kya haqiqi ishq ishq mera kya majazi

Irfan Ghazi

MORE BYIrfan Ghazi

    ishq merā kyā haqīqī ishq ishq merā kyā majāzī

    ishq merā ishq-e-kāfir ishq merā be-namāzī

    ho gayā tujh se shanāsā phir hai kyā ġham aadmī ko

    ishq tujh se āshnā.ī ishq sab se be-niyāzī

    āshiq-e-āshufta-sar āshiqī mo.ajiza ye

    ishq haare bhī agar to ishq jiite hai baazī

    teġh-e-ḳhālid teġh-e-tāriq ishq intihā hai

    ishq muḳhlis sarfaroshī ishq maidāñ meñ hai 'ġhāzī'

    ishq mera kya haqiqi ishq ishq mera kya majazi

    ishq mera ishq-e-kafir ishq mera be-namazi

    ho gaya tujh se shanasa phir hai kya gham aadmi ko

    ishq tujh se aashnai ishq sab se be-niyazi

    aashiq-e-ashufta-sar ki aashiqi ka moajiza ye

    ishq haare bhi agar to ishq hi jite hai bazi

    tegh-e-KHalid tegh-e-tariq ishq ki hi intiha hai

    ishq muKHlis sarfaroshi ishq maidan mein hai 'ghazi'

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now