Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq tha aur aqidat se mila karte the

Ramzi Asim

ishq tha aur aqidat se mila karte the

Ramzi Asim

MORE BYRamzi Asim

    ishq thā aur aqīdat se milā karte the

    pahle ham log mohabbat se milā karte the

    roz saa.e bulāte the hameñ apnī taraf

    roz ham dhuup shiddat se milā karte the

    sirf rasta nahīñ dekh ke ḳhush hotā thā

    dar-o-dīvār bhī hasrat se milā karte the

    ab to milne ke liye vaqt nahīñ miltā hai

    varna ham kitnī suhulat se milā karte the

    ishq tha aur aqidat se mila karte the

    pahle hum log mohabbat se mila karte the

    roz hi sae bulate the hamein apni taraf

    roz hum dhup ki shiddat se mila karte the

    sirf rasta hi nahin dekh ke KHush hota tha

    dar-o-diwar bhi hasrat se mila karte the

    ab to milne ke liye waqt nahin milta hai

    warna hum kitni suhulat se mila karte the

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    ishq tha aur aqidat se mila karte the Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now