Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jam-e-ishrat piya kare koi

Maqsood Ahmad Maqsood

jam-e-ishrat piya kare koi

Maqsood Ahmad Maqsood

MORE BYMaqsood Ahmad Maqsood

    jām-e-ishrat piyā kare koī

    zahr kar rahā kare koī

    āsmāñ sar pe phaT paḌe to bhī

    lab-e-shikva na kare koī

    mere afsurda-dil chaukhaT par

    sham.a-e-taskīñ jalā kare koī

    vo to har ġham-zada suntā hai

    kaash dil se duā kare koī

    qarz-e-maulā chukāne se pahle

    haq-e-banda adā kare koī

    tā-qayāmat jahān-e-fānī meñ

    rah ke 'maqsūd' kyā kare koī

    jam-e-ishrat piya kare koi

    zahr pi kar raha kare koi

    aasman sar pe phaT paDe to bhi

    lab-e-shikwa na wa kare koi

    mere afsurda-dil ki chaukhaT par

    shama-e-taskin jala kare koi

    wo to har gham-zada ki sunta hai

    kash dil se dua kare koi

    qarz-e-maula chukane se pahle

    haq-e-banda ada kare koi

    ta-qayamat jahan-e-fani mein

    rah ke 'maqsud' kya kare koi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now