jaan se hum gae na aaya tu
jaan se ham ga.e na aaya tū
kho diyā aap ko na paayā tū
ġhair ke ghar meñ laakh baar gayā
kabhū tashrīf yaañ na laayā tū
kuchh nahīñ sūjhtā baġhair tire
dil meñ yaañ tak to hai samāyā tū
tujh ko aalam meñ chiḌ rahā ek maiñ
saarī duniyā meñ mujh ko bhāyā tū
jaan se hum gae na aaya tu
kho diya aap ko na paya tu
ghair ke ghar mein lakh bar gaya
kabhu tashrif yan na laya tu
kuchh nahin sujhta baghair tere
dil mein yan tak to hai samaya tu
tujh ko aalam mein chiD raha ek main
sari duniya mein mujh ko bhaya tu
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.