jab hum muTThi kholenge
jab ham muTThī kholeñge
na.ī kahānī kholeñge
zaḳhm key izzat karte haiñ
der se paTTī kholeñge
chehra paḌhne vaale chor
gaThrī thoḌī kholeñge
dil kā vahm nikāleñge
gale key Dorī kholeñge
vo ḳhud thoḌī aa.egā
naukar kunDī kholeñge
zor se gāñTh lagā.ī thī
daañt se rassī kholeñge
jab hum muTThi kholenge
nai kahani kholenge
zaKHm key izzat karte hain
der se paTTi kholenge
chehra paDhne wale chor
gaThri thoDi kholenge
dil ka wahm nikalenge
gale key Dori kholenge
wo KHud thoDi aaega
naukar kunDi kholenge
zor se ganTh lagai thi
dant se rassi kholenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.