Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab se badle hain rang parde ke

Aadarsh Dubey

jab se badle hain rang parde ke

Aadarsh Dubey

MORE BYAadarsh Dubey

    jab se badle haiñ rang parde ke

    bhaav kuchh baḌh ga.e haiñ kamre ke

    aa.ine ā.inoñ meñ dikhte the

    itne chehre the ek chehre ke

    maiñ ne dekhe haiñ saikḌoñ sūraj

    aaj qābil nahīñ hai zarre ke

    ham ko manzil talāsh kartī hai

    ham musāfir haiñ aise raste ke

    jab se badle hain rang parde ke

    bhaw kuchh baDh gae hain kamre ke

    aaine aainon mein dikhte the

    itne chehre the ek chehre ke

    main ne dekhe hain saikDon suraj

    aaj qabil nahin hai zarre ke

    hum ko manzil talash karti hai

    hum musafir hain aise raste ke

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now