Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab us zulf ki baat chali

Khatir Ghaznavi

jab us zulf ki baat chali

Khatir Ghaznavi

MORE BYKhatir Ghaznavi

    jab us zulf baat chalī

    Dhalte Dhalte raat Dhalī

    un āñkhoñ ne luuT ke bhī

    apne uupar baat na

    sham.a anjām na pūchh

    parvānoñ ke saath jalī

    ab ke bhī vo duur rahe

    ab ke bhī barsāt chalī

    'ḳhātir' ye hai bāzi-e-dil

    is meñ jiit se maat bhalī

    jab us zulf ki baat chali

    Dhalte Dhalte raat Dhali

    un aankhon ne luT ke bhi

    apne upar baat na li

    shama ka anjam na puchh

    parwanon ke sath jali

    ab ke bhi wo dur rahe

    ab ke bhi barsat chali

    'KHatir' ye hai bazi-e-dil

    is mein jit se mat bhali

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now