Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tum itna jo muskura rahe ho

Kaifi Azmi

tum itna jo muskura rahe ho

Kaifi Azmi

MORE BYKaifi Azmi

    Interesting Fact

    Fim: Arth (1982)

    tum itnā jo muskurā rahe ho

    kyā ġham hai jis ko chhupā rahe ho

    āñkhoñ meñ namī hañsī laboñ par

    kyā haal hai kyā dikhā rahe ho

    ban jā.eñge zahr piite piite

    ye ashk jo piite rahe ho

    jin zaḳhmoñ ko vaqt bhar chalā hai

    tum kyuuñ unheñ chheḌe rahe ho

    rekhāoñ khel hai muqaddar

    rekhāoñ se maat khā rahe ho

    tum itna jo muskura rahe ho

    kya gham hai jis ko chhupa rahe ho

    aankhon mein nami hansi labon par

    kya haal hai kya dikha rahe ho

    ban jaenge zahr pite pite

    ye ashk jo pite ja rahe ho

    jin zaKHmon ko waqt bhar chala hai

    tum kyun unhen chheDe ja rahe ho

    rekhaon ka khel hai muqaddar

    rekhaon se mat kha rahe ho

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Jagjit Singh

    Jagjit Singh

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now