jalwa chaaron or tha
jalva chāroñ or thā
beach meñ ik mor thā
sīdhā saadā aadmī
bartā to chaukor thā
dohrā.ūñ alfāz ko
āvāzoñ kā shor thā
marzī us kī chhoḌiye
apnā koī zor thā
āñkhoñ meñ kyuuñ ḳhauf thā
dil meñ koī chor thā
maiñ dillī meñ muntazir
vo paapī lahore thā
jalwa chaaron or tha
beach mein ek mor tha
sidha sada aadmi
barta to chaukor tha
dohraun alfaz ko
aawazon ka shor tha
marzi us ki chhoDiye
apna koi zor tha
aankhon mein kyun KHauf tha
dil mein koi chor tha
main dilli mein muntazir
wo papi lahore tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.