Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jazbaat ke qisse hain hunar lafz-gari hai

Jaani Lakhnavi

jazbaat ke qisse hain hunar lafz-gari hai

Jaani Lakhnavi

MORE BYJaani Lakhnavi

    jazbāt ke qisse haiñ hunar lafz-garī hai

    dīvāne ko ḳhairāt tire ġham se milī hai

    palkoñ pe sajā.ī hai jo ashkoñ laḌī hai

    ik bhūlī huī yaad tasvīr banī hai

    ai rāhat-e-jāñ raaz ye ma.alūm hai ham ko

    ik tere sivā jo bhī yahāñ shai hai burī hai

    ḳhāmoshī hai ab merī samā.at taqāza

    paa.el khanak kaan pe zanjīr-zanī hai

    mad.hoshī aalam hai use vahm-o-gumāñ meñ

    vahshat meñ kise chāk-e-garebāñ paḌī hai

    dil zabt ātish meñ jalāyā hai musalsal

    patthar bhī pighal jaa.e vo lafzoñ meñ namī hai

    jazbaat ke qisse hain hunar lafz-gari hai

    diwane ko KHairaat tere gham se mili hai

    palkon pe sajai hai jo ashkon ki laDi hai

    ek bhuli hui yaad ki taswir bani hai

    ai rahat-e-jaan raaz ye malum hai hum ko

    ek tere siwa jo bhi yahan shai hai buri hai

    KHamoshi hai ab meri samaat ka taqaza

    pael ki khanak kan pe zanjir-zani hai

    madhoshi ka aalam hai use wahm-o-guman mein

    wahshat mein kise chaak-e-gareban ki paDi hai

    dil zabt ki aatish mein jalaya hai musalsal

    patthar bhi pighal jae wo lafzon mein nami hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now