jhank kar rauzan-e-diwar ke bahar dekho
jhāñk kar rauzan-e-dīvār ke bāhar dekho
ghar se niklo kabhī duniyā kā bhī manzar dekho
tum jo har shaḳhs pe tanqīd kiyā karte ho
kabhī ḳhud apne garebān ke andar dekho
ab to apnoñ ne bhī muñh moḌ liyā hai ham se
kitnā bigḌā hai 'jamāl' apnā muqaddar dekho
jhank kar rauzan-e-diwar ke bahar dekho
ghar se niklo kabhi duniya ka bhi manzar dekho
tum jo har shaKHs pe tanqid kiya karte ho
kabhi KHud apne gareban ke andar dekho
ab to apnon ne bhi munh moD liya hai hum se
kitna bigDa hai 'jamal' apna muqaddar dekho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.