jigar ka zaKHm kaisa hai
jigar kā zaḳhm kaisā hai
baḌī taklīf detā hai
tumhārī yaad aatī hai
mirā bhī dil machaltā hai
tum apne man kī karte ho
ye shikva to sabhī kā hai
vahī andāz hai ab tak
chalo kuchh to purānā hai
baḌī yaarī hai saaqī se
vahī mujh ko samajhtā hai
jigar ka zaKHm kaisa hai
baDi taklif deta hai
tumhaari yaad aati hai
mera bhi dil machalta hai
tum apne man ki karte ho
ye shikwa to sabhi ka hai
wahi andaz hai ab tak
chalo kuchh to purana hai
baDi yari hai saqi se
wahi mujh ko samajhta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.