jine ke aasar nahin hain
jiine ke āsār nahīñ haiñ
paas mire dildār nahīñ haiñ
karte haiñ vo mujh se chāhat
karte par iz.hār nahīñ haiñ
jitnī bāteñ karte ho tum
utne bad-kirdār nahīñ haiñ
mere kaise hote 'ahmad'
apne jo ġham-ḳhvār nahīñ haiñ
jine ke aasar nahin hain
pas mere dildar nahin hain
karte hain wo mujh se chahat
karte par izhaar nahin hain
jitni baaten karte ho tum
utne bad-kirdar nahin hain
mere kaise hote 'ahmad'
apne jo gham-KHwar nahin hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.