jitni shiddat se raqs jari hai
jitnī shiddat se raqs jaarī hai
us se lagtā hai zaḳhm kaarī hai
Dāltā hai dhamāl dil goyā
'ishq ke baa'd is kī baarī hai
shab kī āñkhoñ se jhāñktā huā din
kah rahā thā ki raat bhārī hai
ārzū-e-visāl tere liye
dil nahīñ haarā jaan haarī hai
ashk aur aañkh ne kahā ai hijr
terī merī azal se yaarī hai
jitni shiddat se raqs jari hai
us se lagta hai zaKHm kari hai
Dalta hai dhamal dil goya
'ishq ke ba'd is ki bari hai
shab ki aankhon se jhankta hua din
kah raha tha ki raat bhaari hai
aarzu-e-visal tere liye
dil nahin haara jaan haari hai
ashk aur aankh ne kaha ai hijr
teri meri azal se yari hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.