jo aashiq ho use sahra mein chal jaane se kya nisbat
jo āshiq ho use sahrā meñ chal jaane se kyā nisbat
juz apnī dhuul uḌānā aur vīrāne se kyā nisbat
nahīñ pahuñcheñ bulbuloñ kī puḳhtagī ko ḳhaam parvāne
jo daa.em sulgeñ un ko pal meñ jal jaane se kyā nisbat
vo zulfoñ se na guzre balki apne jī se Tal jaave
kaho mere dil-e-sad-chāk ko shāne se kyā nisbat
jo aashiq ho use sahra mein chal jaane se kya nisbat
juz apni dhul uDana aur virane se kya nisbat
nahin pahunchen bulbulon ki puKHtagi ko KHam parwane
jo daem sulgen un ko pal mein jal jaane se kya nisbat
wo zulfon se na guzre balki apne ji se Tal jawe
kaho mere dil-e-sad-chaak ko shane se kya nisbat
- Deewan-e-uzlat(Rekhta Website)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.