jo bhi min-jumla-e-ashjar nahin ho sakta
jo bhī min-jumla-e-ashjār nahīñ ho saktā
kuchh bhī ho jaa.e mirā yaar nahīñ ho saktā
ik mohabbat to ka.ī baar bhī ho saktī hai
ek hī shaḳhs ka.ī baar nahīñ ho saktā
jis se pūchheñ tire baare meñ yahī kahtā hai
ḳhūbsūrat hai vafādār nahīñ ho saktā
jo bhi min-jumla-e-ashjar nahin ho sakta
kuchh bhi ho jae mera yar nahin ho sakta
ek mohabbat to kai bar bhi ho sakti hai
ek hi shaKHs kai bar nahin ho sakta
jis se puchhen tere bare mein yahi kahta hai
KHubsurat hai wafadar nahin ho sakta
- Book : Agar Main Sher Na Kahta (Pg. 117)
- Author :Abbas Tabish
- Publication : Rekhta Publications (2022)
- Edition : 2nd
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.