jo dil mein tha kaha hota
jo dil meñ thā kahā hotā
to donoñ kā bhalā hotā
agar tū bevafā hotā
to koī to gilā hotā
tujhe kyoñ DhūñDhtī phirtī
to gar mujh meñ milā hotā
agar ham saath chal paate
to ye bhī qāfila hotā
qazā se qabl aanā thā
mirā dil jī rahā hotā
'tabassum' hai to sab kuchh hai
nahīñ hotī to kyā hotā
jo dil mein tha kaha hota
to donon ka bhala hota
agar tu bewafa hota
to koi to gila hota
tujhe kyon DhunDhti phirti
to gar mujh mein mila hota
agar hum sath chal pate
to ye bhi qafila hota
qaza se qabl aana tha
mera dil ji raha hota
'tabassum' hai to sab kuchh hai
nahin hoti to kya hota
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.