Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

karwan ishq ki manzil ke qarin aa pahuncha

Abu Mohammad Wasil Bahraichi

karwan ishq ki manzil ke qarin aa pahuncha

Abu Mohammad Wasil Bahraichi

MORE BYAbu Mohammad Wasil Bahraichi

    kārvāñ ishq manzil ke qarīñ aa pahuñchā

    ḳhud mire dil meñ mire dil makīñ aa pahuñchā

    mere har sajde se labbaik āvāz aa.ī

    āstāñ bhī to mire nazd-e-jabīñ aa pahuñchā

    tere dīvāne ko apnā hai na manzil hai hosh

    apne markaz se chalā aur vahīñ aa pahuñchā

    karwan ishq ki manzil ke qarin aa pahuncha

    KHud mere dil mein mere dil ka makin aa pahuncha

    mere har sajde se labbaik ki aawaz aai

    aastan bhi to mere nazd-e-jabin aa pahuncha

    tere diwane ko apna hai na manzil ka hai hosh

    apne markaz se chala aur wahin aa pahuncha

    Source :
    • Book : Jalwa-e-Haq (Pg. 38)
    • Author : Abu Mohammad vasil
    • Publication : Urdu Academy (2000)
    • Edition : 2000
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now