kab tak wahi sarab wahi iztirab ho
kab tak vahī sarāb vahī iztirāb ho
maiñ hī karūñ bhī yaad mujhī par 'azāb ho
paḌhte to hoñ ka.ī pe samajhtā na ho koī
aisā na ho ki dil bhī ḳhudā kī kitāb ho
māñgī jo jā rahī hai du'ā kāmyābī kī
apnī to ye du'ā hai du'ā kāmyāb ho
kab tak wahi sarab wahi iztirab ho
main hi karun bhi yaad mujhi par 'azab ho
paDhte to hon kai pe samajhta na ho koi
aisa na ho ki dil bhi KHuda ki kitab ho
mangi jo ja rahi hai du'a kaamyabi ki
apni to ye du'a hai du'a kaamyab ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.