kah raha iblis ab shaitan se
kah rahā iblīs ab shaitān se
fikr-e-fardā chhīn is insān se
kyā hamārā naam is meñ darj hai
aap ne pūchhā kabhī rizvān se
miil kā patthar koī lā de ki maiñ
thak gayā yāqūt aur marjān se
jaan paate kaise ham rāz-e-hayāt
rāz-e-kun niklā nahīñ juzdān se
jaane kab is raat kī hogī sahar
kab koī uTThegā is aivān se
kah raha iblis ab shaitan se
fikr-e-farda chhin is insan se
kya hamara nam is mein darj hai
aap ne puchha kabhi rizwan se
mil ka patthar koi la de ki main
thak gaya yaqut aur marjaan se
jaan pate kaise hum raaz-e-hayat
raaz-e-kun nikla nahin juzdan se
jaane kab is raat ki hogi sahar
kab koi uTThega is aiwan se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.