Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahan koi KHazana chahta hun

Nadeem Fazli

kahan koi KHazana chahta hun

Nadeem Fazli

MORE BYNadeem Fazli

    kahāñ koī ḳhazāna chāhtā huuñ

    zarā muskurānā chāhtā huuñ

    mujhe maujeñ uchhāle rahī haiñ

    maiñ kab se Duub jaanā chāhtā huuñ

    jo purkhoñ sunahrā kal yahī hai

    to vāpas lauT jaanā chāhtā huuñ

    koī dil ho kirā.e makāñ hai

    maiñ ab zaatī Thikāna chāhtā huuñ

    ḳhudā merī anā mahfūz rakkhe

    maiñ do roTī kamānā chāhtā huuñ

    jo aa.e bisāt-e-zindagī par

    to ḳhud ko haar jaanā chāhtā huuñ

    kahan koi KHazana chahta hun

    zara sa muskurana chahta hun

    mujhe maujen uchhaale ja rahi hain

    main kab se Dub jaana chahta hun

    jo purkhon ka sunahra kal yahi hai

    to wapas lauT jaana chahta hun

    koi dil ho kirae ka makan hai

    main ab zati Thikana chahta hun

    KHuda meri ana mahfuz rakkhe

    main do roTi kamana chahta hun

    jo tu aae bisat-e-zindagi par

    to KHud ko haar jaana chahta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now