kahin baiTh kar git ga lun
kahīñ baiTh kar giit gā luuñ
tujhe zindagī gungunā luuñ
agar tū ḳhafā hai batā de
gale se lagā kar manā luuñ
zarā der ko tū Thahar jā
maiñ tasvīr terī banā luuñ
tū dhaḌkan meñ mujh ko basā le
maiñ āñkhoñ meñ sapne sajā luuñ
tū mere tasavvur meñ aa jā
maiñ ḳhushbū se terī nahā luuñ
tū mujh se bichhaḌne ko soche
maiñ milne kā rastā nikālūñ
kahin baiTh kar git ga lun
tujhe zindagi gunguna lun
agar tu KHafa hai bata de
gale se laga kar mana lun
zara der ko tu Thahar ja
main taswir teri bana lun
tu dhaDkan mein mujh ko basa le
main aankhon mein sapne saja lun
tu mere tasawwur mein aa ja
main KHushbu se teri naha lun
tu mujh se bichhaDne ko soche
main milne ka rasta nikalun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.