Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kalisa ya haram mein aur na viranon mein milta hai

Shayar Jamali

kalisa ya haram mein aur na viranon mein milta hai

Shayar Jamali

MORE BYShayar Jamali

    kalīsā haram meñ aur na vīrānoñ meñ miltā hai

    jo sachchā aadmī hai sirf mai-ḳhānoñ meñ miltā hai

    parā.ī aag meñ jalnā nahīñ āsāñ ḳhirad-mando

    ye jazba to faqat ham jaise dīvānoñ meñ miltā hai

    ye be-māzī nayā ghar mas.aloñ ek jangal hai

    sukūn-e-dil to bas bosīda dālānoñ meñ miltā hai

    koī chehra mukammal nahīñ tasvīr kyā khīñcheñ

    hamāre daur insāñ ka.ī ḳhānoñ meñ miltā hai

    koī gūñgī kitāboñ se kahāñ tak ko bahlā.e

    sunā hai guftugū lutf chaTTānoñ meñ miltā hai

    kalisa ya haram mein aur na viranon mein milta hai

    jo sachcha aadmi hai sirf mai-KHanon mein milta hai

    parai aag mein jalna nahin aasan KHirad-mando

    ye jazba to faqat hum jaise diwanon mein milta hai

    ye be-mazi naya ghar masalon ka ek jangal hai

    sukun-e-dil to bas bosida dalanon mein milta hai

    koi chehra mukammal hi nahin taswir kya khinchen

    hamare daur ka insan kai KHanon mein milta hai

    koi gungi kitabon se kahan tak ji ko bahlae

    suna hai guftugu ka lutf chaTTanon mein milta hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now