Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kam tere zabt ki qimat nahin karne wale

Shabbir Nazish

kam tere zabt ki qimat nahin karne wale

Shabbir Nazish

MORE BYShabbir Nazish

    kam tire zabt qīmat nahīñ karne vaale

    ham tirī aañkh se hijrat nahīñ karne vaale

    apne nazdīk mohabbat hai ibādat tarah

    ham ibādat tijārat nahīñ karne vaale

    ye alag baat ki iz.hār nahīñ kar sakte

    ye na samjho ki mohabbat nahīñ karne vaale

    kaaT kar pheñk de sar chāhe sajā neze par

    ham tire haath pe bai'at nahīñ karne vaale

    hākim-e-vaqt zarā apne garebān meñ jhāñk

    log be-vaj.h baġhāvat nahīñ karne vaale

    kam tere zabt ki qimat nahin karne wale

    hum teri aankh se hijrat nahin karne wale

    apne nazdik mohabbat hai ibaadat ki tarah

    hum ibaadat ki tijarat nahin karne wale

    ye alag baat ki izhaar nahin kar sakte

    ye na samjho ki mohabbat nahin karne wale

    kaT kar phenk de sar chahe saja neze par

    hum tere hath pe bai'at nahin karne wale

    hakim-e-waqt zara apne gareban mein jhank

    log be-wajh baghawat nahin karne wale

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now